Zouk E Tasawouf Part 5
Author: Not specified
Ahlehadees hazrat taswaf aor karamat k waqeyat le kar itraaz karty hain k deobandi mushrik hain. ye kitaab Ahlehadees ka zouke tasawaf hazir hay jis main ahlehadees akabreen k tasawaf, kashaf o karamat k waqeyat kafi tafseel se bayan kiye gye hain aor ahlehadees ulama ki tasdeqaat bhi shamil hain.