SALAFI AHLE HADITH GHAIR MUQALLID URDU BOOK TABLIGHI JAMAAT JAWAB
Author: URDU BOOKS
Kisi Musalman ke liye yeh zaroori hai ki woh Hamesha Haq ka sath de. Usko kisi group waghairah ki wajah se quran hadith aur ahle sunnat wal jamaat ke usoolon se nahin hatna chahie.
Ghair muqallid bhaion ne firqaprast ki wajah se bahut ghalti karte hue bahut sare ilzamat lagate hain Allah unko samajh de aur Firqa Paraste se Baaz rahne ki taufeeq de.
Is kitab mein in ilzamat ki ilmi haisiat par baat karne ke Alawa Ek musalman bhai ke nazaria se samjhane ki koshish ki gayi hai.