Behr E Rehmat~ Seerat Khwaja Nayab E Rasool
Author: Hazrat Syed Abu Sayeed Wala Rh_Qalifa Of Rafi Uddin Qandhari Rh.
Ye Kitab Hazrat Khwaja Rehatullah Nayab e Rasool Rh ki seerat par hai jinki Dargah Shareef Rahmatabad, Nellore, Andra Pradesh me hai.
Is Kitab k Likhne wale Khwaja Rahmatullah Rh k Qalifa k Qalifa Hazrat Syed Abu Sayeed Rh hai.
Aap Rh apne Waqt e bohot bade Buzruk Guzre hai. Aaj bhe aap Rh ka Faizan Jaari hai.
Jo bhe Hajat mand aapki Bargah me aata hai apni murad ko pasta hai.